22nd June 2016, yet another terrific day for people of Pakistan. Renowned Qawwal and Sana khwan of Prophet (PBUH) Amjad Sabri was murdered by two unknown motorcyclists in Karachi. According to news reports he was traveling towards a channel tv studio for iftar transmission, but two miscreants opened fire at him near Liaquatabad 10 area, he was transported to a nearby hospital but he could not recover and died at age 40.
The country mourns over his death with anger towards the government and law enforcement agencies. The wave of target killing seems to have started again to disrupt the peace in Pakistan’s main city Karachi.
The heartwarming moments were when Amjad Sabri recited beautiful Naat ‘Aay Sabz Gumbud Waley’ in the Sehri Transmission of Pakistan Television channel Samaa TV, the same day he was murdered. The tears in his eyes and sorrowful voice made everyone crying in the love of Prophet (PBUH) . This was his last performance in any Tv channel, as if he new he will be meeting prophet (PBUH) in his grave. Following are the lyrics for the kalam “Ae Sabz Gumbad Wale”
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaAe Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
Jab waqt e nazah aye deedar aata karnaAie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaMain qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karnaAe sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaMujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
Rusva e zamana houn daman mein chupa lena
Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaAie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaChehre se ziya payee in chand sitaaron nay
Us dar say shifa paaye dukh dard kay maaron ne
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaAe sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaMehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaan hi inki ke saaya bhi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaAe sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
میں قبر اندھیری میں گھبراؤں گا جب تنہا
امداد میری کرنے آ جانا رسول اللہ
روشن میری تربت کو ِللہ ذرا کرنا
جب وقتِ نزع آئے آقا دیدار عطا کرنا
اے سبز گنبد والے منظور دعا کرنا
جب وقتِ نزع آئے آقا دیدار عطا کرنا
مجرم ہوں زمانے کا محشر میں بھرم رکھنا
رُسوائے زمانہ ہوں کملی میں چُھپا لینا
رُسوائے زمانہ ہوں دوزخ سے بچا لینا
منظور دُعا میری مقبول خُدا کرنا
جب وقتِ نزع آئے آقا دیدار عطا کرنا